संदेश

अक्टूबर, 2025 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

kyu hataya rohit sharma ko captain se

Kya aap jaante hai rohit sharma ko kaptaani se hatane ka karan aaiye jaante hai rohit ko kyu hataya gya captain see se 1.jo rohit sharma ko kaptaani se hataya gya uska mukhya karan gotam gambhir aur rohit sharma ke beech ka vivaad hai  Aapko maalum hai rohit sharma ne thode waqt pehle media se baat krte hue kaha tha ki mujhe kitna khelna hai yeh koi aur decide nahi karega  Yeh koi aur gotam gambhir hi tha  Aur bhi bahut se karan hai jo aapko hila kar rakh denge jaldi hi bataye jaayege

Bihar chunav latest News

Bihar election mai india mahagathbandhan ne kiya bada dhamaka 1saal ke andar karege saare vaade pure Tejasvi yadav ne kaha ki agar hamari sarkar bnti hai to 1saal ke andar har ghar 1sarkari nokri denge Nda ne diya dhoka Tejasvi yadav ka kehna hai ki pichle 20 saal se nda ki sarkaar hai lekin Bihar ke logo ka palayan nahi rok paaye bihari ko dhoka de rahi hai nda sarkar Nitish kumar nahi honge chief minister 

Bihar mai nda ko laga jhatka

 Bihar election ke beech nda gathbandhan ko bada jhatka laga hai nda gathbandhan ke neta maanjhi sit ke batwaare se bilkul khush nahi hai woh kabhi bhi india gathbandhan mai jaa sakte hai