Bihar chunav latest News
Bihar election mai india mahagathbandhan ne kiya bada dhamaka
1saal ke andar karege saare vaade pure
Tejasvi yadav ne kaha ki agar hamari sarkar bnti hai to 1saal ke andar har ghar 1sarkari nokri denge
Nda ne diya dhoka
Tejasvi yadav ka kehna hai ki pichle 20 saal se nda ki sarkaar hai lekin Bihar ke logo ka palayan nahi rok paaye bihari ko dhoka de rahi hai nda sarkar
Nitish kumar nahi honge chief minister
टिप्पणियाँ