BIHAR BREAKING NEWS
Bihar mai kal last election hai 2025 ka iske baad 14 November ko election ka result aayega
Agar abhi rujhaan ki baat ki jaae to Nda vs mahagathbandhan mai bahut takkar chal rahi hai
Dono hi party apna apna jeet ka daawa kar rahi hai
Lekin Hume sutro se pata chala hai ki Nda sarkar bna sakti hai Nitish ka fector aur 10000rupay aurto ke account mai daalne se Nda ko edge dikhti mil rahi hai
Haa agar Nda ki sarkaar bnti hai to yeh to lagbhag te hai ki Nitish kumar chief minister nahi banne waale
Nitish kumar ab kya krte hai hum yeh bhi aapko btayenge
Aapko kya lagta hai
टिप्पणियाँ