BIHAR LATEST NEWS
Rahul Gandhi ke achanak vote chori ko batane se sabut ke saath batane se Nda ko bada jhatka laga hai
Khas tor par Bjp ko pehle charan mai bahut nuksaan uthana padh sakta hai
Nae ruzhaan ke mutabik Bjp ko lagbhag 20 sito ka nuksaan saaf hota dikhai de raha hai Nitish ko bhi sito ka nuksaan ho raha hai
Bihar mai is baar bumper voting hui
Iska faaida mahagathbandhan ko hota hua dikh raha hai
Ab agar puri imaandari se agla charan hota hai aur koi gadbadi nahi hoti hai to tejasvi chif minister bnte dikh rahe hai
Aapki kya raai hai
टिप्पणियाँ